People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Kar Liya Hai
Lyricist: Yogesh Gaud
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/House-No.13/Kar-Liya-Hai/HiUs
Video:
kar liya hai ye aaj humne waada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
ab yahi hai humara bhi irada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
pyar jab se tumhara ye aankho me basa
har ghadi mere dil pe to chhaya hai nasha
kar liya, kar liya hai ye aaj humne waada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge

pahla pahla pyar humara koi na isko lute
rub roothe ya duniya roothe pyar na lekin chhute
ab na ye bandhan tute
o ho o jeevan me jo pyar na ho jeene me kya maja
ho ho o koi bhi mahaboob na ho to jeena hai saja
pyar jab se tumhara ye aankho me basa
har ghadi mere dil pe to chhaya hai nasha
kar liya hai, kar liya hai ye aaj humne waada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
ab yahi hai humara bhi irada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge

dil karta hai in hontho se honth mai tere chhu lu
aakar tere in baaho me duniya ko mai bhulu
ghadi ghadi sapno me jhumu
ho o maine ab ye naam pe tere jeevan likh diya
ho o ab mera to jo kuchh bhi hai tera hai piya
pyar jab se tumhara ye aankho me basa
har ghadi mere dil pe to chhaya hai nasha
kar liya, kar liya hai ye aaj humne waada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
ab yahi hai humara bhi irada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge

jab se nain mile hai tumse bojhal ho gayi palke
dekhu mai jis or jaha bhi rang nashile chhalke
kali kali khilane lagi hai
ho o o mausam ab to jhum jhum kar dene laga sada
ho o o mujhko bhi har ek najara lagata hai naya
pyar jab se tumhara ye aankho me basa
har ghadi mere dil pe to chhaya hai nasha
kar liya hai, kar liya hai ye aaj humne waada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
ab yahi hai humara bhi irada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
pyar jab se tumhara ye aankho me basa
har ghadi mere dil pe to chhaya hai nasha
kar liya hai, kar liya hai ye aaj humne waada
ho o jindagi bhar juda hum naa honge
Dil Ye Mera
Singer: Vinod Rathod
Lyricist: Yogesh Gaud
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/House-No.13/Dil-Ye-Mera/HAcDZ
Video:
dil ye mera ho gaya diwana
khushiyo ka mil gaya khazana
sapne humare mehke hai sare
jab se mile hai hum
jane bahar ab to ye pyar
hoga nahi kam
dil ye mera ho gaya diwana
khushiyo ka mil gaya khazana
sapne humare mehke hai sare
jab se mile hai hum
jane bahar ab to ye pyar
hoga nahi kam
dil ye mera ho gaya diwana

tum ho mere sang to nazare muskuraye
tum ho mere sang to sitare jagmagaye
tum ho mere sang to nazare muskuraye
tum ho mere sang to sitare jagmagaye
tum ho to rangin ye sara mujhko lage jaha
tumko pakar is dharti par jhume dil jawa
dil ye mera ho gaya diwana
khushiyo ka mil gaya khazana
sapne humare mehke hai sare
jab se mile hai hum
jane bahar ab to ye pyar
hoga nahi kam
dil ye mera ho gaya diwana

nanha munna koi is ghar me aayega
tere liye mere liye khushiya layega
nanha munna koi is ghar me aayega
tere liye mere liye khushiya layega
aisa hoga sunder aisa hoga wo pyara
jaise hai wo chand gagan me sabka dulara
dil ye mera ho gaya diwana
khushiyo ka mil gaya khazana
sapne humare mehke hai sare
jab se mile hai hum
jane bahar ab to ye pyar
hoga nahi kam
dil ye mera ho gaya diwana

tum ho meri zindagi tum jeene ka sahara
pakar tumko pa liya hai maine to kinara
tum ho meri zindagi tum jeene ka sahara
pakar tumko pa liya hai maine to kinara
tum kya mile ke mil gaye hai
mujhko to do jahan
lagta hai ye baaho me hai ab to aasma
dil ye mera ho gaya diwana
khushiyo ka mil gaya khazana
sapne humare mehke hai sare
jab se mile hai hum
jane bahar ab to ye pyar
hoga nahi kam
dil ye mera ho gaya diwana
khushiyo ka mil gaya khazana
sapne humare mehke hai sare
jab se mile hai hum
jane bahar ab to ye pyar
hoga nahi kam
Aaja Re Saajna
Lyricist: Yogesh Gaud
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/House-No.13/Aaja-Re-Sajana/Ej
Video:
aaja re saajana, aaja re saajana
ye sama tu kaha, mai yaha tu kaha
aaja re saajana, aaja re saajana
ye sama tu kaha, mai yaha tu kaha

jaane thande paani me kaisi ye agan
jalne laga hai kuwara ye badan
jaane thande paani me kaisi ye agan
jalne laga hai kuwara ye badan
kya karu mai kisse kahu mai aake aag bujha
aaja re saajana, aaja re saajana
ye sama tu kaha, mai yaha tu kaha
aaja re saajana

bhini bhini chume hawaae jo mujhe
dhadke dil mera pukaaru mai tujhe
bhini bhini chume hawaae jo mujhe
dhadke dil mera pukaaru mai tujhe
o anjaane chhupa kaha hai sun le meri pukaar
aaja re saajana, aaja re saajana
ye sama tu kaha, mai yaha tu kaha
aaja re saajana

aate hi jawaani hua ye kya mujhe
phulo ko bhi chhu lu to kaanta sa chubhe
aate hi jawaani hua ye kya mujhe
phulo ko bhi chhu lu to kaanta sa chubhe
mithe mithe dard ki mere ab to bata dawa
aaja re saajana, aaja re saajana
ye sama tu kaha, mai yaha tu kaha
aaja re saajana, aaja re saajana
ye sama tu kaha, mai yaha tu kaha
Chanda Mama
Lyricist: Yogesh Gaud
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/House-No.13/Chanda-Mama/CicZQ
Video:
chanda mama bole apne leke pyare pyare sapne
ninidiya tu aa ninidiya tu aa
chanda mama bole apne leke pyare pyare sapne
ninidiya tu aa ninidiya tu aa

jaage dekho meri muniya meri rajkumari
tu hi ab isko sula de
main sula ke haari
chahe to ye meri ninde tu chura le sari
magar laadli ke naina me aaja ri
chanda mama bole apne leke pyare pyare sapne
ninidiya tu aa ninidiya tu aa

kahan khoyi nindiya tu ab na der lagana
tu kiran ki paalki me baith ke aa jana
sapno ki pariyo baat ye samjhana
raat bhar ankhiyo me rukna bhor ho tab jana
chanda mama bole apne leke pyare pyare sapne
ninidiya tu aa ninidiya tu aa

bhini bhini khushbu jo pawan lekar aaye
har kali phir jaagi jaagi nind me kho jaye
dekhu tujhko magan hoke
man ye lori gaaye
chain main paau ke jab ye chain se so jaye
chanda mama bole apne leke pyare pyare sapne
ninidiya tu aa ninidiya tu aa
ninidiya tu aa ninidiya tu aa